18 Jan 2015

Kaun jaane ki kab




Kaun jaane ki kab maut kaa paigam aa jaaye
Kaun jaane ki kab zindagi ki shaam aa jaaye
Aye dost mujhe us din ka intezar hain,
Jab ye zindagi tere kaam aa jaaye...

No comments :

Post a Comment