Showing posts with label Dua Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dua Shayari. Show all posts

21 Jan 2015

Dua Shayari Mai Kis Liye Roya Tha

Mai Kis Liye Roya Tha Dua Karte Karte,
Mai Kya Maangun Dua Mei Rab Se,
Mai Kyun Bechain Tha Dua Karte Karte,
Akhir Mei Tujhi Ko Maang Liya MaiNe,
Faqat Tera Hi Toh Naam Nikla Tha Dua Karte Karte..

20 Jan 2015

Zindagi Ki Har Fizaaon Mein | Dua Shayari

Zindagi Ki Har Fizaaon Mein Yaad Rakhna humein,
Dil Ki Sadaaon Mein Yaad Rakhna humein,
Yeh Tohfa Bahut Hai hamaare Liye,
Khaloos-E-Dil Se Duaaon Mein Yaad Rakhna humein..

19 Jan 2015

Har Sajda Apka Manzoor-E- Khuda Ho Jaaye

Har Sajda Apka Manzoor-E- Khuda Ho Jaaye…
Aapki Duao Mein Rab Ki Raza Ho Jaaye…
Khuda Aap Sabhi Ko Itni Khushiyaa Dein…
Ki Aapki Zindagi Se Lafz-E- Gam Fanaah Ho Jaaye…