Showing posts with label Hindi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Hindi Shayari. Show all posts

26 Jan 2015

Rula Kar Kisi Ko | Love Shayari

Dard ke bina Ansu Bahaaye Nahi Jaatein,
Pyaar Ke Bina Rishtey Nibhaaye Nahi Jaatein,
Zindagi Mein ek baat Yaad Rakhnaa Mere Dost,
Rulaa kar Kisi Ko Apne Sapne Sajaaye Nahi Jaatein.